Posts

Showing posts from 2017

Bemar Pursi Ki Dua بیمار پرسی کی دُعا Islamic Duain With Urdu Translatio...

Image

4 Luxuries of Paradise will be given to every Jannati in Jannah | Jannat

Image

Science Experiments For Kids In Urdu Bachon Ki Science In Urdu | Kids Sc...

Image

Golden Words In Urdu Islamic Achi Batain In Urdu For Kids | Golden Words

Image

Raheem Hai Woh Kareem Hai Woh Allah Subhana Wa Ta'ala Ki Tareef Hamd Woh...

Image

Flower Interesting Facts کیا پھول بدبودار بھی ہوتے ہیں دلچسپ معلومات | I...

Image

Namaz Ke Masail In Urdu نماز میں کپڑا موڑنا Namaz Mein Aankhen Band Karn...

Image

Prophet Muhammad Favorite Vegetable Pumpkin لوکی سبزی آپ ﷺ کی پسندیدہ سب...

Image

Electricity Invention Story Electricity History In Urdu Bijli Ki Tareekh...

Image

Thakan Door Karne Ki Dua Thakan Door Karne Ka Tarika How To Overcome Fat...

Image

Islamic Baatein In Urdu Islam Religion Nice Words اسلامی باتیں دینی باتی...

Image

Rasool Allah Ki Talwarain رسول اللہ ﷺ کی تلواریں - Swords of Prophet Muh...

Image

Qabar Ki Matti قبر کی مٹی Ahadees E Mubaraka In Urdu With Reference | Ah...

Image

Qissa Ek Bahadur Behan Ka Jo Apne Bhai Ko Dushman Ki Qaid Se Churane Ke Liye Maidan e Jang Mein Utar Gai

Image
Ek Bahadur Behan "A Brave Sister" A Brave Sister Ek Buhadur Behan " Qissa Ek Bahadur Behan Ka Jo Apne Bhai Ko Dushman Ki Qaid Se Churane Ke Liye Maidan e Jang Mein Utar Gai " Ye waqiya us bahadur aur nadar behan ka hai jisne bahaduri aur jurrat k sath johar dikhaye aur apne mujahid bhai ko dushman ki hirasat se churane k liye jang me kood gai. inka naam Khola bint Azoor R.A tha. aap mujahideen k khandan se taluq rakhti thin. Aap k walid Hazrat Azoor R.A Rasool Allah S.A.W.W k sath kai ghazwat mein shamil rahe aur jihaad karte huay shaheed huwe. Hazrat Khola R.A aur inke bhai Hazrat Zaraar R.A shaam aur misr ki aksar jango me shareek rahe. Dono behan bhai aik doosray se mohabbat karte thy aur milkar jihaad karte thay. wo dono apni bahaduri daleri sir farooshi k lye mashoor thy. Aik martaba rumion aur Musalmano k darmiyan jang ho rahi thi. Musalmano k sipa salar khalid bin waleed R.A thy. Rumi fauj ki tadad bohat ziyada thi aur wo har kisam k jangi

Hazrat Umar Farooq Rules & Policies اولیات فاروق اعظم رضی اللہ عنہ | Haz...

Image

Khana E Kaba Ki Tareekh Masjid Al Haram Ki Tameer Khana Kaba Ka Ghusal Khana Kaba Ke Darwaze Ke Naam

Image
Masjid Al-Haram History First Mosque of Islam Khana Kaba Masjid Al Haram Ki Tareekh Post Summary :- Is post mein aap ko Masjid Al Haram ki tafseel ke sath maloomat milegi jis mein Jannat sey aya hua khana kaba mein nasab kiya gaya pathar Hajr e Aswad ki tafseel, hajr e aswad story, khana kaba ki tameer o toseeh, khana kaba mein 1 namaz ka sawab, khana e kaba ka darwaza, khana kaba ka andar ka manzar aur iske ilawa khana kaba ki tameer mein Saudi Hukumat ne kya kirdar ada kiya aur iske ilawa Haramain Shareefain se mutaliq aur bhi dilchaspi malomat milegi. Taaruf aur Ahmiyat Masjid haraam roye zameen par banai jane wali pehli masjid hai. Iss masjid ke wast mein Baitullah yani Khana Kaaba majood hai aur jo kay Musalmano ka qibla hai. Iss masjid mein Namaz ada karne ka Sawab 1 lakh Namazon ke brabar hai. Sahih Muslim ki riwayat hai Rasool Allah S.A.W.W se pucha gaya kay zameen par banai jane wali pehli masjid konsi hai. Aap S.A.W.W ne farmaya Masjid Al Haraam pucha gya

Nanha Mozzan Aik Bacha Jisne Hazrat Bilal R.A Ki Azan Ki Naqal Utari Thi

Image
Nanha Moazzin Kahani Ek Sahabi R.A Hazrat Bilal R.A First Muezzin of Islam Wo Chota Bacha Jisne Hazrat Bilal R.A Ki Azan Ki Naqal Utari Uske Sath Kya Hua? In bachon ko pakar lao wo dono foran bachon ke pass gaye aur kaha " Tum mein se kon azaan de raha tha? " wo sab dar gaye aur kisi ne jawab na diya to Hazrat Ali R.A aur Hazrat Zubair R.A in bachon ko ghair kar Allah Taala ke Nabi Hazrat Muhammad S.A.W.W ki khidmat mein le aye. Aap S.A.W.W ne in bachon se pucha kay tum mein sey kis ne azaan ke kalamat ada kiye hain? Sab bache dar, khauf aur haya kay maray khamosh thay. Aap S.A.W.W ne sab ko kaha kay bari bari azaan do. Sab sey pehle aik bachy ne azaan dena shuru ki to iski awaaz pyari na thi. Is tarah 2 aur bachon ne azaan di jab inki bari ayi to Aap S.A.W.W ne farmaya: Tum azan do jab Abu Mahzura  ne azan kehna shuru ki to inki awaz bari pyari thi ALLAH kay Nabi S.A.W.W ne kaha: Kay tum ne he naqal utari thi Abu Mahzura  ne sir ke isharay se kaha Gee! Aap

Namaz Parhne Ka Sahi Tarika in Urdu Video Namaz Performing Step By Step ...

Image

Ramzan Ke Adaab Mah e Ramzan Kaise Guzare Ramzan Ka Mahina Guzarne Ke Tarike Quran O Sunnat Ke Mutabiq

Image
How to Spend Ramadan in Urdu Things to Do In Ramadan in Urdu Muslim Holy Month of Ramadan Adaab Sayaam o Qayyam How to Spend the Month of Ramadan Roze Ke Masail in Hindi Ramzan Ul Mubarak wo maheena hai jis ke aate he aik Musalman ke mamolat mein mukamal tabdeeli aa jati hai. Aik josh o jazba ubharta hai aur ziyada sey ziyada nekiyan samait lene ki khwahish dil mein uthne lagti hai. Ghaflat ki chadar mein liptay bhi zara bahir jhankte hain. Hamdardi aur ghum gusar ka ye mahina aik bar phir humari zindgion mein aa chuka hai. Ye khush naseebi hai kay humein apni zindagi mein aik bar phir ye ghariyan naseeb ho rahi hain. Sadat o Kamyabi ke lamhat muyassir aa gaye hain. Rozay Ke Maqasid in Urdu Hum dekhte hain kay humare ird gird kai log jo pichly Ramzan mein humare sath thy ab majood nahi yehi daras hai in waqiyat mein hum guzarti zindagi ke har lamhy ko apne liye faida mand aur akhirat mein qabil e nijat banaye. Agarcha aap mein sey kai saathi abhi cho

Shaban Ke Mahine Ki Fazilat Shaban Ki Barkat Shaban Month Importance in Urdu

Image
Shaban Ka Mahina 2017 Shaban Ke Mahine Ki Fazilat in Urdu Islamic Month of Shaban Importance in Hindi Shaban K Mahine Mein Roza Rakhna Shaban Ke Fazail in Urdu SHABAN KA MAHEENA Shaban Kay Maheenay Mein Rozay Rakhna Pyare Bacho! Hum sab ki maa syedda Ayesha R.A bayan farmati hain kay Rasool e Akram Sallallahu Alehe Wa Alehi Wasalam Rozay rakhtay to hum ye kehtin ke ab wo rozay nahi choren gey aur jab aap Sallahu Alehe Wa Alehi Wasalam rozay na rakhte to hum ye kehtin ke ab Rasool e Akram Sallallahu Aleh Wa Alehi Wasalam roza nahi rakhenge. Main ne nabi akram Sallallahu Aleh Wa Alehi Wasalam ko Ramzan ke ilawa kisi aur maheena mein mukamal rozay rakhte hue nahi dekha,  aur Main ne inhen Shaban ke ilawa kisi aur maheena mein ziyada rozay rakhte hue nahi dekha. Sahih Bukhari Hadees Number (1833) Sahih Muslim Hadees Number (1956) Muslim Shareef ki aik riwayat mein hai kay: Nabi Akram Sallallahu Alehe Wa Alehi Wasalam shaban ke maheena mein taqreeban

Hamd E Bari Tala Written In Urdu 2017 Allah Tala Ki Tareef

Image
Hamd e Bari Taala Allah Ki Shan In Urdu ALLAH ALMIGHTY POEM (HAMD O SANA) Allah Ki Shaan Mein Shayari Allah Ki Hamd O Sana Kahin Tu Hai Baatein Kahin Tu Ayan Bhi Hai Kahin Tu Hai Mushkil Kahin Tu Aasaan Bhi Hai Sarapa Maghfirat Bhi Zaat Sirf Teri Hai Shajar Khata Ka Mali Ye Insaan Bhi Hai Khaliq Hai Tu Har Shay Ka Is Kainat Ki Teri Hujat Mein Kafi Ye Asman Bhi Hai Khilaye Hain Tu Ne He Ye Phool Sehra Mein Teri Qudrat Mein Chupa Ye Gulistan Bhi Hai Shams O Qamar Banai Lail O Sehar Bhi Tu Ne Teri Barai Mein Mashghool Har Zaban Bhi Hai Tashna E Lab Nahi Koi Tere Lutf Aam Sey Teri Rehmat Ka Talab Gar Sultan Bhi Hai.

Allah Sey Mulaqat Apne Malik Sey Mulaqat

Image
Meeting with Allah Allah Se Mulakat Meet Allah in Heaven Payare Bacho! Agar aap kisi sey mulaqat ke liye jayen to kesy jayenge? Achy achy kapray pehnay gay, tayar honge achi tarah apni safai karenge kay main acha lagon? hain na yehi bat? Ye to duniya ki batein hain hamein akhirat mein kesy tayar hona hai jab Allah Taala sey mulaqat hogi isky liye to sab tayariyan karni hain ache ache amal karne hain Allah Taala ko razi karne ke liye ache libaas mein duniya mein rahenge to akhirat mein Allah Taala khush honge ache libas sey murad hai jesa Rasool Allah (S.A.W.W) hamare liye pasand farmaya hai phir jab hamari wapsi ka waqt ayega to ham bata sakenge ke hum ne kesi zindagi guzari thi. Kyun ki ye duniya ki zindagi kuch arsa ke liye imtehan gah hai hum yahan reh kar apni akhirat behtar kar saken. Iske baad humein apne rab kay huzoor hazir ho kar apni zindagi bhar ki kar guzari pesh karni hai. Apne malik sey mulaqat karni hai Rasool Allah (S.A.W.W) ney farmaya: Jo shakhs

Baaten Karne Wala Parinda Bird Who Talks Like Humans

Image
Dilchasp Information In Urdu Baatein Karne Wala Parinda Parrot Information in Urdu/Hindi (Photo Credit National Geographic) Allah Taala ney parindon ki beshumar iqsam peda ki hai duniya bhar mein inki 350 iqsam pai jati hian. Tota bohat khoobsurat parinda hai. Log totay ko bewafa parinda samjhte hain lekin phir bhi log isay baray shauq sey palte hain. Puranay qissay kahaniyon mein bhi iska zikr milta hai in kahaniyon sey pata chalta hai kay tota in parindo mein sey hai jise zamana qadeem sey insan palta aa raha hai. Totay ghonsalon mein nahi rehte balky darakhton ki khuddon mein rehte hain. Totay ki zuban choti magar moti hoti hai isliye wo insan ki tarah batein kar sakta hai. Totay phal aur beej khate hain amrood, aam, aloo, akhrot, bair, roti, ghee, makai aur soraj mukhi kay beej inki pasandeda khurak hain.

Zam Zam Ka Kuwan Dilchasp Maloomat Aur Soch

Image
Zamzam Well Information Zamzam Water Production Zam Zam Well in Makkah Saudi Arabia Aab e Zamzam Ki Purani Tasveer Zam Zam Ka Kuwan Zam Zam ka chashma 4 hazar saal purana hai. Zamzam 13 foot chora hai aur 33 meter gehra hai. Aik powerful motor 8 hazar liter per second kay hisab sey iss mein say 24 ghante pani khenchti hai. Iss mein aaj tak kai nahi lagi aur na he pani ka zaiqa badla pura din pani pump karne kay sirf 11 minute baad pani level par aa jata hai. Dilchasp Aur Ajeeb Maloomat In Urdu Dilchasp Maloomat Nashpati ka darakht 300 saal tak phal deta hai. Dunya ki sab sey sakhat cheez "Diamond" yani heera hai. Qahira ko bazaaron ka shehar kaha jata hai. Saudi Arab wo wahid mulk hai jahan koi cinema ghar nahi. Aqabon ki sir zameen Albania ko kehty hain. Zarafa wo wahid janwar hai jo bol nahi sakta. Soch (Thinking) Zindagi bewafa kyun hoti hai? Wafa karne ki saza kyon hoti hai? Choti si baat par baha dete hain khoon! Insan mei

Heere Jawharat Jewels Gussa Karne Ke Nuksan Achi Batain in Urdu

Image
Jewels Ye Duniya Akhir Fani Hai? Heeray Jawharat Jewels Achi Baatein Golden Words Gussa ek aisi aandhi hai jo dimagh kay chiragh ko bujha deti hai. Khud ko tabdeel karo duniya khud ba khud tabdeel ho jayegi. Duniya se dil na lagana yeh duniya fani hai. ikhlaq mein itni taqat hai wo apne dushman ko bhi zer kar sakta hai. Jitna tum Allah ko dost jano gay itna log tume dost jane gay.

Sahaba e Karam R.A Kay Alqaab Sahabas R.A Names And Their Nicknames

Image
Ameen Ul Ummat Is The Title Of Ameen Ul Ummat Kis Sahabi Ka Laqab Hai? Sahaba Karam R.A Alaqaab In Urdu/Hindi Laqab of Al Sahaba Sahaba e Karam Razi Allahu Anhum Kay Alqaab Hazrat Abu Ubaida Bin Al Jarrah R.A ko " Ameen Ul Ummat " kaha jata hai. Hazrat Abu Bakar Siddiq R.A ko " Yaar E Ghaar " kaha jata hai. Hazrat Abu Bakar R.A, Hazrat Umar R.A ko " Shaikheen " kehte hain. Hazrat Huzaifa Bin Yaman R.A ko " Raazdaan e Rasool (S.A.W.W) " kehty hain. Hazrat Abu Ayoob Ansari R.A ko " Mezban e Rasool (S.A.W.W) " kehty hain. Hazrat Hassaan Bin Sabit R.A ko " Shayar e Rasool (S.A.W.W) " kehty hain. Hazrat Abdullah Bin Rawaha R.A ko " Naqeeb e Rasool (S.A.W.W) kehty hain. Dosto Agar aap ko meri post achi lagi hai to please  Roza Tul Atfal  k facebook page ko zaror like karen aur YouTube par hamari videos dekhne ke liye Roza Tul Atfal YouTube Channel visit karen. Islamic malom

Koi Kaam Shuru Karne Se Pehle Ki Dua Cheenk Anay Ki Dua Zindagi Ke Mamlat Ki Zaroori Duain

Image
Shukriya Ada Karne Ki Dua Kisi Ko Rukhsat Karne Ki Dua Dua's for Everyday Life Khushi Ki Dua Galat Kaam Se Bachne Ki Dua Hadsat Ki Dua Koi Kaam Shuru Karo To Kaho (Bismillah) Cheenk Aye To Kaho (Alhamdulillah) Allah Kay Naam Par Do To Kaho (FeeSabilillah) Kisi Tareef Karni Ho To Kaho (MashaAllah) Shukriya Ada Karna Ho To Kaho (Jazakallah) Kisi Ko Rukhsat Karna Ho To Kaho (Feamnillah) Jab Khushgawar Mood Ho To Kaho (TabarakAllah) Ghalat Kaam Par Afsoos Karna Ho To Kaho (Astaghfirullah) Jab Nagawar Mood Ho To Kaho (Auzubillah) Moat Ki Ya Hadsa Ki Khabar Suno To Kaho (Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Rajiun Oun)

Hamesha Khush Kaise Rahe Khushgawar Zindagi Guzarne Ke Qurani Nuskhe Khush Kaise Rehna Chahiye

Image
How To Remain Happy According To Islam Happiness According To Quran Happy Rehne Ka Tarika In Islam Urdu/Hindi Hamari zindagi mein bohat sari pareshani aati rehti hain kabhi insaan bohat khush hota hai to kabhi bohat udaas aur sad ho jata hai ye amal insan ki zindagi ka hissa hai. Khushgawar zindagi guzarne kay liye Qurani ayat par ghaur karen aur amal karen inshaAllah aap ko faida hoga. Hamesha Khush Rehne Ka Amal Khush Rehne Ka Tarika In Urdu/Hindi Sehar Khezi Aur Istaghfar Karna:- Aur wo log jo sehar mein istaghfar karte hain (Aal e Imran :18) Saliheen Ki Sohbat Ikhtayar Karna " Apne nafs par sabar karo aur un logon kay sath raho jo apne rabb ko pukarty hain. " (Al-Kahf:28) Namaz Mein Khushu Aur Khuzu Ikhtiyar Karna " Namazon mein khusuokhuzu ikhtyar karte hain. " (Al-Mominoon : 2) Kisi Ki Bat Ka Ehsan Andaz Mein Jawab Dena : " Ahsan tarika par jawab do dekho kay jiske upar tumhare darmiyan adawat thi wo pakka dost

Chutti Ka Din Aaya Hai Poem Chutti Ka Ek Din Poem In Hindi

Image
Islamic Poems For Childrens In Urdu Islamic Poem For Kid In Urdu Islamic Holidays Poem For Kids Islamic Poems For Kindergarten Jab Bhi Chutti  Ka Din Aya Hai 😃 Har Bachy Ka Dil Lehraya Hai 😂 Bacho Lekin Yaad Ye Rakhna 😟 Waqt Ko Tum Barbad Na Karna 😄 Apne Bastay Ko Tum Check Kar Lo 😮 Khali Pen Siyahi Sey Bhar Lo 😏 Copy Qalam Kitab Ko Dekho 😖 Pencil Rubber Hisab Ko Dekho 😋 Apni Wardi Ko Dho Lo 😞 Khelo Kodo Aur Namaz Parh Kar So Lo 😊 Kar Lo Saaf Jootay Aur Jurabain 😩 Tarteeb Sey Rakho Sab Kitabain 😒 Kal Ke Liye Tum Raho Tayar 😟 School Sey Takay Paray Na Maar 😕 Chuti Ka Din Mat Zaya Karna 😔 Is Din Bhi Kuch Likhna Parhna 😐

Raat Ko Sone Ki Dua In Arabic Sone Se Pehle Ki Dua In Arabic Sahih Bukhari Sahih Muslim

Image
Authentic Dua For Sleeping Dua Before Sleeping Arabic Text  سونے کی دعا رات کو سونے سے پہلے کی دعا Dua Before Sleeping In Islam Authentic Dua for Sleep  Dua Before Sleeping Bukhari Dua For Going To Sleep Islam Sone Ki Dua In Arabic with Urdu/Hindi Translation بِاسْمِكَ رَبِّ وَضَعْتُ جَنْبِي وَبِكَ أَرْفَعُهُ إِنْ أَمْسَكْتَ نَفْسِي فَارْحَمْهَا وَإِنْ أَرْسَلْتَهَا فَاحْفَظْهَا بِمَا تَحْفَظُ بِهِ عِبَادَكَ   الصَّالِحِينَ Reference : Sahih Bukhari 632, Sahih Muslim 2714 Translation Tarjuma : - Tere he naam kay sath aye mere parwardigar! main ne apna pehlu rakha aur tere he naam kay sath issay uthaon ga. Pus agar tu meri jaan rok lay to iss par reham kar aur agar chor dey to iski hifazat kar jis kay sath to apne naik bandon ki hifazat karta hai.

Tib E Nabvi P.B.U.H In Urdu Benefits Of Kalonji In Tib E Nabvi Tib E Nabvi Se Dil Ka Ilaj In Urdu

Image
Heart Disease And Tib-E-Nabvi Tib E Nabvi Se Bukhar Ka Ilaj Tib E Nabvi Zaitoon Zakham Theek Karne Ka Totkay Tib e Nabvi (S.A.W.W) Se Bimarion Ka ilaj in Urdu/Hindi Tib E Nabvi Fever Treatment Tib E Nabvi Eyesight Treatment Zakham Ka Ilaj In Hindi Treatment with Tib e Nabvi (S.A.W.W) Aap Sallallahu alaihi wa alaihi wasalam Sareed matlab shorby mein roti ko bhigona ko bohat pasand farmaty thy. (Sunan Abu Dawood) Aaap Sallahu alihe wa alehe wasallam ne irshad farmaya:- Zaitoon ka tail khaya karo aur jism par lagaya karo (Jamiya Tirmizi), (Sunan ibne Maja) Kalonji mein maut kay ilawa har bimari ka ilaj hai. (Bukhari), (Muslim) Daliya mareez kay dil ko rahat pohanchata hai. (Bukhari), (Muslim) Khumbi ka pani ankhon kay liye ilaj hai. (Jamiya Tirmizi) Aap Sallahu alihe wa alehe wassalam zakham chot aur phunsi ka ilaj mehndi laga kar karte thy. (Jamia Tirmizi) Aap Sallallahu alaihe wa alaihe wasalam bukhar kay waqt thanday pani sey naha kar ilaj karte thy. (

Tafseer E Surah Fatiha In Urdu Surah E Fatiha Ki Tafseer In Hindi

Image
Tafseer e Quran Surah Fatiha Surah e Fatiha Tafseer By Maulana Maududi Deebacha سورہ فاتحہ کی تفسیر Islam jo tehzeeb insan ko sikhata hai us kay qawaid mein say qaida ye bhi ye hai kay wo apnay har kam ki ibtada khuda kay naam se kare is qaide ki pabandi agar shakoor aur khaloos sey ki jaye to usay lazman 3 faiday hasil honge 1 ye k insan bohat se bure kamon se bach jae ga kyun kay khuda ka naam lene ki aadat usay har kam karne se pehle ye sochne per majboor kar degi kya waqai main is kaam per khuda ka naam lene mein haq ba janib hoon dosra ye ke jaiz aur sahi aur naik kamon ki qaza karte hue khuda ka naam lene se admi ki zehniyat bilkul theek simat ikhtiyar kar legi aur wo hamesha sahi tareen nukte se apni harkat ka aghaz kare ga. teesra aur sab se bara faida yeh hai kay jab wo khuda ke naam se apna kaam shuru karega khuda ki taaeed aur taufeeq uske shamil e haal hogi uski sahi mein barkat daali jae gi aur shetaan ki fasaad angezion sey usko bachaya jaye ga. Khuda ka tar