Tib E Nabvi P.B.U.H In Urdu Benefits Of Kalonji In Tib E Nabvi Tib E Nabvi Se Dil Ka Ilaj In Urdu
Heart Disease And Tib-E-Nabvi Tib E Nabvi Se Bukhar Ka Ilaj Tib E Nabvi Zaitoon Zakham Theek Karne Ka Totkay
Tib e Nabvi (S.A.W.W) Se Bimarion Ka ilaj in Urdu/Hindi |
Tib E Nabvi Fever Treatment Tib E Nabvi Eyesight Treatment Zakham Ka Ilaj In Hindi
Treatment with Tib e Nabvi (S.A.W.W)
Aap Sallallahu alaihi wa alaihi wasalam Sareed matlab shorby mein roti ko bhigona ko bohat pasand farmaty thy. (Sunan Abu Dawood)
Aaap Sallahu alihe wa alehe wasallam ne irshad farmaya:-
Zaitoon ka tail khaya karo aur jism par lagaya karo (Jamiya Tirmizi), (Sunan ibne Maja)
Kalonji mein maut kay ilawa har bimari ka ilaj hai. (Bukhari), (Muslim)
Daliya mareez kay dil ko rahat pohanchata hai. (Bukhari), (Muslim)
Khumbi ka pani ankhon kay liye ilaj hai. (Jamiya Tirmizi)
Aap Sallahu alihe wa alehe wassalam zakham chot aur phunsi ka ilaj mehndi laga kar karte thy. (Jamia Tirmizi)
Aap Sallallahu alaihe wa alaihe wasalam bukhar kay waqt thanday pani sey naha kar ilaj karte thy. (Jamia Tirmizi) , (Musnad Ahmed)
Comments
Post a Comment