Posts

Showing posts from April, 2020

Madad Ki Ghari Kashmir, Burma, Palestine, Syria, Yemen, Afghanistan, Balochistan, Tharparkar Help Needy Muslims around the World during Ramadan

Image
Help Needy Muslims around the World in this Ramadan Helping Time for Helpless Muslims لاچار بے سہارا اور بے بس مسلمانوں کی مدد کریں Mazloom Musalman Ki Madad Karen Raat k pichle pehar shor sunayi diya hum fori alert ho gaye aur pareshan bhi kyon ki kuch din se hamen khatrat se agah kar diya gaya tha. Main meri 3 betiyan, meri biwi aur 4 bete jin mein 2 baray they aur 2 chote thy. Sab pareshan ho gaye shor kareeb hota gaya, bara beta bola Abu Jan! main chat par ja kar dekhta hun shayad koi jatha hamla k liye aa raha ho aur hum apni hifazat k liye fori kuch karen. Meri biwi ne fori bety ko rok diya aur kaha k main isay kisi surat upar nahi jane dungi. Beta israr karke kisi na kisi tarah chat par chala gaya. Chat se thori der bad wo bhaga hua neche aya. Wo hawas bakhta tha aur theek tarah se baat bhi nahin kar pa raha tha fori bola Abu Jan! samne wali basti se aag k sholay buland ho rahe hain jis mein hamare rishtedar rehte hain. Log idhar udhar bhag rahe hain. Peelay kap

Iftar Karwayen Ajar Payen افطاری کروائیں اجر پائیں Ramzan Ke Mahine Mein Kya Karna Chahiye Ramzan Me Karne Wale Aamal

Image
Ramzan Me Garibo Ki Madad Iftar Karwana  Ramzan Bache Ka Waqia Aik Shakhs Ramzan Mein Sarak Par Aate Jate Logon Ko Iftar Packets De Raha Hai Courtesy: Twitter Ghareebon Ki Madad Karna Ramzan Mein Kitne Din Baki Hai Ramzan mein taqreeban 4 din baqi hain Pakistan mein pehla roza 24 April 2020 jumme wale din ya phir 25 April 2020 ko Hafte wale din hoga.innshaAllah Ramzan Ke Mahine Ka Waqia Pyaas ki shiddat se mun khushk hua ja raha tha, pait bhook ki wajah se pichak kar kamar k sath lag gaya tha, halaq se thook nigalna bhi mushkil ho raha tha. Bhook aur pyas ki wajah se taangon mein jan bhi nahin thi aur khara hona bhi mushkil ho raha tha aur upar se nehayat garam din guzarne k baad shaam k is waqt bhi tapti hui garam hawa k jhonke aa rahe thy is sakht tareen surat e haal mein bhi kuch bache aik chowk mein kharay aam logon k liye iftari ka saman tayar kar rahe thy. Jesy he maghrib ki azan ki awaz in k kaanon mein pari sab bachon ne apni apni position samhbal

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika

Image
Witr Ki Niyat Kaise Karte Hain Witr Ki Namaz Me Kya Padhna Chahiye in Urdu Witr Ki Namaz Mein Dua Qunoot Kaise Padhe Witr Namaz Ki Niyat Ka Tarika In Hindi Tahajjud, Qiyam Ul Layl, Qayam e Ramzan aur Witr Fazeelat Syedna Abu Amama R.A riwayat karte hain k Rasool Allah S.A.W.W ne farmaya: " Tahajjud zaror parha karo kyon ki wo tumse pehle Saliheen ki rawish hai aur tumhare liye apne rabb k qurb ka waseela, gunahon k mitany ka zariya aur mazeed gunahon se bachne ka sabab hai. " Syedna Abu Huraira R.A riwayat karte hain k Rasool Allah S.A.W.W. ne farmaya: Us shakhs par Allah ki rehmat ho jo raat ko utha, phir namaz e tahajjud parhi aur phir apni biwi ko jagaya, phir usne bhi namaz parhi. Phir agar biwi ghalaba e neend k bais na jaagi to uske muh par pani k cheenty mary. Us aurat par bhi rehmat hoti hai jo raat ko uthi, phir Namaz e Tahajjud parhi aur apne khawand ko jagaya. Phir usne bhi namaz parhi phir agar khawand ghalba e neend k bais na jaaga to uske

Daane Daane Par Likha Hai Khane Wale Ka Naam Iman Afroz Waqiat دانے دانے پہ لکھا ہے کھانے والے کا نام Bachon Ke Liye Sabaq Amoz Kahaniyan

Image
Sachay Islami Waqiat True Islamic Stories Chote Bacho K Liye Kahani Bachon Ki Kahaniyan In Hindi Stories For Kids In Hindi دانے دانے پر لکھا ہے کھانے والے کا نام Thak! Thak! Thak! Kon? Azeez, Oh Azeez bhai Assalam o Alaikum! Wa Alaikum Assalam! Kesy hain Aziz bhai? Alhamdulillah main theek hoon aap sunaye kesy hain? G Allah ka shukar hai main bhi theek hoon. Andar aa jao Azeez bhai! Sayel Aur Chicken Broast Ek Dilchasp Short Story Nahin Arbaz bhai mujhe jaldi hai idhar he baat sun lain main ne Arbaaz bhai ko unke ghar bulanay k israr par jawab diya aur phir Arbaaz bhai batein karne lage. Arbaz bhai k chote bhai Museeb ghar se sharbat ka jag le kar aye aur 1 glass mujhe diya main is sharbat ko apne mun ki taraf barhane laga k isay pee loon junhi main ne glass ko apne muh k paas kiya abhi peeny he laga tha k achanak ek shkhs ne break lagai jiske sath aik bacha tha wo bola k beta 1 glass sada pani to laalden bohat pyas lagi hai. Main ne apna glass jo peene he

Duniya Kaise Wajood Mein Aayi Kainat Ki Takhleeq In Urdu Zameen Aur Aasman Kisne Banaya Duniya Kaise Wajood Mein Aayi

Image
Duniya Wajood Mein Kaise Aayi Zameen Aur Aasman Kisne Banaya کائنات کی ابتدا kainat kaise bani dunya ka wajood information about world in urdu Zameen Aur Aasman Ki Paidaish Duniya Kaise Bani In Hindi Sab se pehle Allah Taala ki zaat aur un se pehle koi cheez na thi aur Allah ka arsh pani par tha phir usne asmano aur aur zameen ko paida farmaya aur usne kainat ki har cheez supard looh o qalam ki. (Sahih Bukhari) Hadees e baala se kainat ki ibtada k kuch amoor sabit hote hain jin ki wazahat se baat zyada samjh aa sakti hai. Khatoon Ki Zahanat خاتون کی ذہانت Arsh, Arsh Ka Matlab Kya Hota Hai Arsh Meaning In Quran In Urdu Arsh k lafzi maani "Takhat" k hain irshad e rabbani hai: " Rehman arsh par jalwa afroz hua " (Surah Taha Ayat No.5) Loh E Mehfooz Loh E Mahfooz Kya Hai Loh Meaning In Islam Loh e Mehfooz k lafzi maani mehfooz takhti k hain. Quran e Majeed mein is ko Al Kitab, Umm ul Kitab, Kitab e Hafeez aur Kitab waghera k naamon s

Sayel Aur Chicken Broast سائل اور چکن بروسٹ Sabaq Amoz Waqiya Instructive Short Story Advice Sabaq Amoz Kahaniyan In Hindi

Image
Sayel Aur Chicken Broast Sabaq Amoz Kahaniyan In Urdu Short Moral Story for Kids Sabaq Amoz Islami Waqiat in Urdu Pyare Bacho! Moarakh Ibn e Khalqan ne Haisham bin Adi k halat e zindagi mein likha hai kay aik shakhs tali hui murghi jise aaj ki duniya chicken broast ka naam deti hai, khane mein laga tha k itne mein darwazay par aik bhoka sayel aya iski biwi ne bhikari ko kuch dene ki ijazat mangi lekin isne usay mehroom wapis kar diya. Iska ye kaam karna he tha k rafta rafta iska karobar kharab ho gaya, iska sara asasa fana ho gaya aur nobat yahan tak aa pahunchi k ghurbat k bais biwi ko talaq dedi aur aurat ne aik shakhs se nikah kar liya. Bacho! ghaur ki bat ye hai us aurat ki nayi shaadi k bad aik din iske majoda khawand k dastarkhawan par bhi tali hui murghi thi, khane k doran aik sayel ne darwazay par dastak di sahib e khana ne biwi se kaha: ye murghi sayel ko de do chanachai orat ye chicken broast le kar darwazay par ayi sayel ko dekh kar iskay pairon talay se

Namaz E Taraweeh Ke Masail Taraweeh Kitni Padhna Chahiye نمازِ تراویح Taraweeh Ki Namaz Kitni Rakat Hoti Hai Namaz E Taraweeh Is Sunnah Or Wajib In Urdu

Image
Namaz E Taraweeh Ki Fazilat In Urdu Namaz E Taraweeh Parhne Ka Tarika In Urdu Taraweeh Ki Namaz Ki Kitni Rakat Parhni Chahiye? Quran o Hadees Say Jawab Namaz e Taraweeh Kay Masail نمازِ تراویح کے پیچیدہ مسائل کا حل Assalam o Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh! Namaz e Taraweeh Ka Hukam: Namaz e Taraweeh nafl namaz hai farz aur wajib nahi hai. Syeda Ayesha Siddiqa R.A farmati hain kay Rasool Allah S.A.W.W ne ramzan ki aik raat masjid mein namaz e taraweeh parhi aur logon ne bhi aap kay peechay namaz parhi, phir dusri raat bhi aap ne namaz parhi, to muqtadi bohat zyada ho gaye phir teesri ya chothi raat log jama ho gaye lekin aap namaz ke liye bahir na aye subah ko irshad farmaya: "Main ne dekha jo tum ne kiya aur main mehaz is dar se bahir nahi aya kay kahin ye namaz tum par farz na kar di jaye" (Sahih Muslim) Baaz logon ne ye mashoor kar rakha hai kay jis ne taraweeh na parhi uska roza nahin hoga aur jis ne taraweeh parh li us par roza rakhna za