Hamesha Khush Kaise Rahe Khushgawar Zindagi Guzarne Ke Qurani Nuskhe Khush Kaise Rehna Chahiye
How To Remain Happy According To Islam Happiness According To Quran
Happy Rehne Ka Tarika In Islam Urdu/Hindi |
Hamesha Khush Rehne Ka Amal Khush Rehne Ka Tarika In Urdu/Hindi
Sehar
Khezi Aur Istaghfar Karna:-
Aur wo log jo sehar mein istaghfar karte hain (Aal e Imran :18)
Saliheen
Ki Sohbat Ikhtayar Karna
Namaz
Mein Khushu Aur Khuzu Ikhtiyar Karna
" Namazon mein khusuokhuzu ikhtyar karte hain. " (Al-Mominoon : 2)
Kisi
Ki Bat Ka Ehsan Andaz Mein Jawab Dena :
" Ahsan tarika par jawab do dekho kay jiske upar tumhare darmiyan adawat thi wo pakka dost ban jayega. " (Haa Meem Al Sajda 34)
Har
Haal Mein Sabar Ka Daman Na Chorna
" Ye log khushhali aur tangi mein har haal mein sabar karte hain. "
Afu
O Darguzar Karna
" Chahiye kay afu o darguzar sey kaam ley " (Al-Noor : 22)
Taffakkar
(Soch Aur Bichar) Kay Liye Khalwat Ikhtiyar Kare
" Woh asmano aur zameen ki pedaish mein ghaur o fikar karte hain " (Aal e Imran : 191)
Duniya
E Fani Sey Zahd Ikhtiyar Karna
" Aur akhirat khair hai aur zyada baqi rehne wali hai " (Al-A'la : 18)
Comments
Post a Comment