Zam Zam Ka Kuwan Dilchasp Maloomat Aur Soch

Zamzam Well Information Zamzam Water Production



Zam Zam Well in Makkah Saudi Arabia
Aab e Zamzam Ki Purani Tasveer

Zam Zam Ka Kuwan



Zam Zam ka chashma 4 hazar saal purana hai. Zamzam 13 foot chora hai aur 33 meter gehra hai. Aik powerful motor 8 hazar liter per second kay hisab sey iss mein say 24 ghante pani khenchti hai. Iss mein aaj tak kai nahi lagi aur na he pani ka zaiqa badla pura din pani pump karne kay sirf 11 minute baad pani level par aa jata hai.

Dilchasp Aur Ajeeb Maloomat In Urdu


Dilchasp Maloomat

Nashpati ka darakht 300 saal tak phal deta hai.
Dunya ki sab sey sakhat cheez "Diamond" yani heera hai.
Qahira ko bazaaron ka shehar kaha jata hai.
Saudi Arab wo wahid mulk hai jahan koi cinema ghar nahi.
Aqabon ki sir zameen Albania ko kehty hain.
Zarafa wo wahid janwar hai jo bol nahi sakta.



Soch (Thinking)


Zindagi bewafa kyun hoti hai?
Wafa karne ki saza kyon hoti hai?
Choti si baat par baha dete hain khoon!
Insan mein itni anaa kyon hoti hai?
Karte hain jis sey baar baar Tauba!
Elahi hum sey wohi khata kyun hoti hai?
Banate hain to hain hum apne hathon sey Masjid!
Namaz apni he phir Qaza kyun hoti hai?

Comments

Popular posts from this blog

Namaz Padhne Ka Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka Tarika Hadees Ki Roshni Mein Hindi

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika

Namaz E Taraweeh Ke Masail Taraweeh Kitni Padhna Chahiye نمازِ تراویح Taraweeh Ki Namaz Kitni Rakat Hoti Hai Namaz E Taraweeh Is Sunnah Or Wajib In Urdu