Posts

Showing posts from March, 2016

Namaz Padhne Ka Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka Tarika Hadees Ki Roshni Mein Hindi

Image
Namaz Parhne Ka Tarika In Hindi and Urdu Sahih Hadees Ke Mutabiq Step by Step Namaz Me Kya Kya Padhna Chahiye  Namaz Parhne Ka Sahi Tarika In Urdu    بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيمِ Note: Namaz Padhne Ke Liye Aap Ke Jism aur Kapdon Ka Paak Saaf Hona Lazmi Hai aur Namaz Shuru Karne Se Pehle Wazu Karna Farz Hai Kyun Ki Wazu Ke Baghair Namaz Nahi Hoti. Quran E Pak Ki Surah Al-Maidah Ayat No.6 Mein Allah Ta'ala Ka Irshad Hai. مومنو! جب تم نماز پڑھنے کا قصد کیا کرو تو منہ اور کہنی وں تک ہاتھ دھو لیا کرو۔ اور سر کا مسح کرلیا کرو۔ اور ٹخنوں تک پاؤں (دھولیا کرو) اور اگر نہانے کی حاجت ہو تو (نہاکر) پاک ہو جایا کرو اور اگر بیمار ہو یا سفر میں ہو یا کوئی تم میں سے بیت الخلا سے آیا ہو یا تم عورتوں سے ہمبستر ہوئے ہو ، اور تمہیں پانی نہ مل سکے تو پاک مِٹّی لو اور اس منہ اور ہاتھو کا مسح (یعنی تیمم) کرلو۔ خدا تم پر کسی طرح کی تنگی نہیں کرنی چاہتا بلکہ یہ چاہتا ہے کہ تمہیں پاک کرے اور اپنی نعمتیں تم پر پوری کرے۔ تاکہ تم شکر کرو۔    (Surah Al-Maidah Ayat No.6)

Balochistan Natural Resources Balochistan Ki Tareekh Balochistan History and Culture Balochistan Ki History Reko Diq Balochistan Gold Reserves Balochistan History In Hindi

Image
Balochistan Natural Resources Reko Diq Copper Mine Chagai Balochistan Pakistan Balochistan History In Hindi Gwadar Port Gwādar Balochistan Pakistan Balochistan Gold and Copper Reserves Balochistan Allah ne Pakistan ko do bari nematein ataa kar rakhi hain aik to watan e Aziz Pakistan atomic salahiyat rakhta hai, air doosra iss mulk ke andar aise log rahte hain Jo ke difa e Islam aur ghalba e Islam ke liye har mumkin koshish kar rahe hain.Yeh do cheezein kaafiron ko kisi soorat pasand nahi kyun ke kafir kabhi bhi Islam ka ghalib hona bardasht nahi kar sakte. Jaise Allah Rabbul Izzat farmate hain ke "Yeh kaafir to chahte hain ke iss chiraagh (Allah ke deen) ko apni phoonkon se bhuja dein" Magar Allah ka yeh wada hai ke woh iss deen ko ghalib kar ke rahega. Jaisa ke Nabi (S.A.W.) ne bhi irshad farmaya: "السلام يعلوولا يعلى عليه"(بخارى) "Islam ghalib hone ke liye aaya hai maghloob hone ke liye nahi" Aik taraf to kaafir mil ka