Quran Pak Ki Malomat In Urdu Quran Ki Information Kya Aap Jante Hai In Hindi General Knowledge
Quran Ki Jankari Hindi Me Quran E Pak Ki Malomat Quran e Pak Ki Malomaat in Urdu/Hindi Kya Aap Jante Hai Islamic Jankari Quran e Majeed mein 25 ambiya karam kay naam aaye hain. Quran e Majeed ki surat Surah Al Baqara ki ayat number 124 mein Ibrahim A.S ko " Imam ul Naas " kaha gaya hai. Quran e pak kay 8 siparon ka aghaz suraton sey shuru hota hai. Quran e Majeed mein pehla sajda sipara no. 9 Surah Al Araf mein hai. Quran e Majeed mein "Haa Meem" sey shuru hony wali surat ki tadad saat hai. Aur tum apny rab ki konsi kon si naimaton ko jhutlao gay Quran e Majeed mein ye jumla 31 bar aya hai.