Qabar Parasti Hadees Qabar Ko Salam Karna Qabar Ko Sajda Karna Qabar Parasti Islam

Qabar Par Jana Kaisa Qabar Ko Pukhta Karna Kya Pakki Qabar Banana Jaiz Hai?



Qabron Ko Sajda Karna Kaisa Hai Qabar Parasti in Islam

Pakki Qabar Banana Kaisa Hai Qabar Ko Bosa Dena Qabar Ko Choomna Qabar Par Diya Jalana



Qabron par jana gunah nahin balkay Aap S.A.W.W ki hadees mubarika ka mafhoom bhi hai qabristan jaya karo lekin aaj kal jo kuch log karte hain qabristan ja kar qabron par sajday karte hain aur charhway charhate hain ye sab kuch karne ki ijazat Islam nahin deta mazeed aap neche di gai 6 Ahadees parh sakte hain jo refrence ke sath likhi gai hai aap in Ahadees ko parh kar khud mutaliqa books mein dhondne ki koshish karen aur agar apko lagta hai koi Hadees Nauzubillah main ne khud se likhi hai to phir aap mujhe comment mein apna point of view share kar sakte hain main aap ki mazeed rehnumai kar dunga Insha'Allah.

Qabar Parasti aur Pegham e Muhammad (S.A.W.W)


  1. Qabron Ko Sajda Karna Haram Hai. (Sahih Bukhari:1330)
  2. Qabron Ko Pukhta Banana Haram Hai. (Sahih Muslim:2245)
  3. Qabron Par Diye Jalana Haraam Hai. (Nisai Shareef:2047)
  4. Qabron Par Likhna Haram Hai. (Abu Dawood:3226)
  5. Qabron Par (Majawar Ban Kar) Baithna Haram Hai. (Muslim:971)
  6. Qabron Par Urs Melay Lagana Haram Hai. (Abu Dawood:2042)

Comments

  1. bhai kabron ko salam nahu karna kha s sabit h koi daleel pesh kijiye

    ReplyDelete
    Replies
    1. post mein qabaron ko salaam karne ki baat nahin ho rahi aur na he is say roka gaya hai aap mozu k mutaliq baat karen

      Delete
  2. Jazzak ALLAH for the info brother, but sahi Muslim ki Hadees 971 track kisi aur hadees se ho rhi, iss par rehnumai faramyee ga

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Namaz Padhne Ka Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka Tarika Hadees Ki Roshni Mein Hindi

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika

Namaz E Taraweeh Ke Masail Taraweeh Kitni Padhna Chahiye نمازِ تراویح Taraweeh Ki Namaz Kitni Rakat Hoti Hai Namaz E Taraweeh Is Sunnah Or Wajib In Urdu