Daulat Ki Haqeeqat Sachi aur Achi Batain

Paisa aur Zindagi Daulat Ki Haqeeqat



Dolat aenk khareed sakti hai magar nazar nahin.
Dolat naram bistar to khareed sakti hai magar neend nahin.
Dolat lazeez ghizayen khareed sakti hai magar bhook nahin.
Dolat duaein khareed sakti hai magar sehat nahin.
Dolat kitabain khareed sakti hai magar elam nahin.



Dolat qalam khareed sakti hai magar likhai nahi.
Dolat aish o ishrat khareed sakti hai magar sukoon nahin.
Dolat samaan khareed sakti hai magar araam nahin.
Dolat aslaha khareed sakti hai magar maut nahin.
Dolat bodyguard khareed sakti hai magar zindagi nahin.

Comments

Popular posts from this blog

Namaz Padhne Ka Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka Tarika Hadees Ki Roshni Mein Hindi

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika

Namaz E Taraweeh Ke Masail Taraweeh Kitni Padhna Chahiye نمازِ تراویح Taraweeh Ki Namaz Kitni Rakat Hoti Hai Namaz E Taraweeh Is Sunnah Or Wajib In Urdu