Witr Ki Niyat Kaise Karte Hain Witr Ki Namaz Me Kya Padhna Chahiye in Urdu Witr Ki Namaz Mein Dua Qunoot Kaise Padhe Witr Namaz Ki Niyat Ka Tarika In Hindi Tahajjud, Qiyam Ul Layl, Qayam e Ramzan aur Witr Fazeelat Syedna Abu Amama R.A riwayat karte hain k Rasool Allah S.A.W.W ne farmaya: " Tahajjud zaror parha karo kyon ki wo tumse pehle Saliheen ki rawish hai aur tumhare liye apne rabb k qurb ka waseela, gunahon k mitany ka zariya aur mazeed gunahon se bachne ka sabab hai. " Syedna Abu Huraira R.A riwayat karte hain k Rasool Allah S.A.W.W. ne farmaya: Us shakhs par Allah ki rehmat ho jo raat ko utha, phir namaz e tahajjud parhi aur phir apni biwi ko jagaya, phir usne bhi namaz parhi. Phir agar biwi ghalaba e neend k bais na jaagi to uske muh par pani k cheenty mary. Us aurat par bhi rehmat hoti hai jo raat ko uthi, phir Namaz e Tahajjud parhi aur apne khawand ko jagaya. Phir usne bhi namaz parhi phir agar khawand ghalba e neend k bais na jaaga to uske ...
Comments
Post a Comment