Jannat Ki Haqeeqat Kya Hai Jannat Mein Kya Milega Jannat Mein Kya Hoga Jannat Ki Hoor Kaisi Hogi Jannat Ke Haseen Manazir In Hindi

Jannat Ki Sair Jannat Kaisi Hogi In Urdu Jannat Ki Hoor Ka Bayan Jannat Ka Manzar Jannat Ki Sharab Jannat Ki Dunya


Hoor Jannah Islam Jannat Ki Tafseer

Allah Ki Jannat Urdu Jannat Ka Nazara Jannat Kay Darwazay


Aao Jannat Ki Sair Karein!




Jannat ki sirf chorai zameen o aasmaan ke brabar hogi jis mein qubay honge, Moti aur monge say banay hue bala khane honge, inke darwazay soney ke honge, unki charpaiyan yaqoot ki hongi.
Inke bistar sundas aur astbaraq ke honge, inke min mbar noor ke honge, inke darwazon aur sahenon se is tarah ka noor niklega ke suraj ki shuaein iss ke muqable mein aik sitaray ki hesiat rakhti hongi. Allal Alain mein yaqoot ke buland mehal honge. Inki roshni chamakti hogi. Agar wo roshni tabya farman na hoti to ankhen chundiya jatin.
In mehlon ke darwazay sabaz zamurd aur surkh sone aur sufaid chandi ke honge. Inke satoon aur goshay jawharat ke honge. Jannat mein 1 darakht hai Tooba iss ke saaye mein ghudsawar 100 saal tak bhi chalta rahe to iska saya khatam na hoga. Iske phool reshmi kapde ke honge aur iss ke pattay chadrain hongi. Inki tehniyan umber ki hongi Inke naksar yaqoot hain Iski matti kaafoor hai aur iska kichar kastoori hai.

Jannat Ki Malomat Jannat Ki Matti Jannat Ki Hoorain Jannat Kay Pattay jannat Ka Bayan In Hindi




Iss darakht ki jaron se sharab, doodh aur shehad ki nehrain nikalti hain. Aik dafa Jannati apni majlis mein baithe honge ke sufaid yaqoot ke ghode inke paas laye jayen ge jin mein rooh hogi aur inke neeche hamesha rehne wale ladke honge. Har ladke ke hath mein in ghoron mein se aik ghode ki lagaam hogi. Inki lagamain safaid chandi ki hogi, jin per moti aur yaqoot jode honge. Inke upar buland takht bichay honge sundas aur astabaraq pada hoga. Wo ghode in jannatiyon ko le kar daurain ge.
Ye sawariya parindon se bhi tez raftar chalegi. Bistar se bhi zyada narm o nazuk hongi. Har 4 juttay hue ghodon per aik he yaqoot ka takht bicha hua hoga aur har takht per khalis sone ka 1 quba hoga.In me say har qubbay mein jannati bistar honge. In mein say har qubay mein nojawan safaid rang moti moti aankhon wali horain hongi.in mein se har ladki per jannati kapdon mein say 2 kapde hoon ge aur jannat ka koi rang aisa na hoga aur jo in 2 in dono kapdon mein na ho aur kisi attar ki khushbu aisi na hogi jo kapdon se na ati ho. Jannat mein khane ke liye har kisam ke mewa jaat aur samaan majood hoga. Jannat mein na kabhi takleef hogi aur na he thakawat hogi.


  • Dosto Agar aap ko hamari post achi lagi hai to hamari hosla afzai k liye neeche diye gaye link se Peelu Miswak ya kuch b khareede lekin hamain is sale se thora sa commission sirf us waqt he mil sake ga jab aap is blog par majood link se he purchase karte hain zaroori nahi k aap miswak he khareede aap link visit karke kuch bhi online shopping kar sakte hain.

agar aap buy nahi kar sakte to phir hamare YouTube channel ko subscribe karen. Roza Tul Atfal ki Post apne mailbox me hasil karne k liye blog ko subscribe kar len subscription k liye Subscribe Button pat click karen Shukriya.

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Namaz Padhne Ka Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka Tarika Hadees Ki Roshni Mein Hindi

Namaz E Taraweeh Ke Masail Taraweeh Kitni Padhna Chahiye نمازِ تراویح Taraweeh Ki Namaz Kitni Rakat Hoti Hai Namaz E Taraweeh Is Sunnah Or Wajib In Urdu

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika