Farman E Elahi Aur Hadees E Nabwi (S.A.W.W)
Farman E Elahi
" Aur wo log jinhen wo Allah kay siwa pukarte hain, wo kuch bhi peda nahi karte aur wo khud peda kiye jate hain. Murday hain, zinda nahin hain aur wo nahi jante kab uthaye jayein gay "
(Reference Surah Al Nahal 21,20)
Hadees E Nabwi (S.A.W.W)
Rasool Allah (S.A.W.W) Ne Hazrat Ayesha (R.A) Se Farmaya Kay " Allah kay naik aur khuda taras banday wo hain jo roza rakhte hain, namazain parhte hain aur sadqa o khairat karte hain iss kay bawajood is bat say darte hain keh kahin in ki ibadatain radd na ho jayein, yehi log tezi say neki ki taraf barhne wale hain ".

Comments
Post a Comment