Farman e Elaahi Allah Ki Ebadat Karo

Farman e Elaahi 

Allah Ki Ebadat Karo




Aey Logo Tum apne parwardigar ki ebadat karo jis ne tumhain aur tumse pehle logon ko peda kiya taa kay tum (is kay azab se bacho). isi (Allah) ne tumhare liye zameen ko bichona aur asmaan ko chat banaya aur asmaan say meen barsa kar tumhare khane kay liye tarha tarha kay meway peda kiye. Pss kisi ko Allah ka barbar na banao, jab kay tum jante ho.
(Ref. Surah Albaqarah 21-20)

Maa Baap Ki Khidmat

Sayyedena Abu Huraira R.A Se Riwaeyat hai kay Hazoor e Aqdas S.A.W.W ne irshad farmaya kay " Wo Zaleel ho, Wo Zaleel ho, Wo Zaleel ho " Araz kiya gaya kaun aey Allah kay Rasool S.A.W.W Farmaya " Jis ney apne maa baap ya dono mein say kisi ko burhapay mein paya aur phir (inki khidmat kar kay) Jannat mein daakhil na howa "

Comments

Popular posts from this blog

Namaz Padhne Ka Tarika Namaz Kaise Padhe Jati Hai Namaz Parhne Ki Niyat Namaz Mein Padhne Ki Surah Namaz Parhne Ka Tareeqa Namaz Ka Tarika Hadees Ki Roshni Mein Hindi

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika

Namaz E Taraweeh Ke Masail Taraweeh Kitni Padhna Chahiye نمازِ تراویح Taraweeh Ki Namaz Kitni Rakat Hoti Hai Namaz E Taraweeh Is Sunnah Or Wajib In Urdu