Posts

Showing posts with the label Interesting Information

Baaten Karne Wala Parinda Bird Who Talks Like Humans

Image
Dilchasp Information In Urdu Baatein Karne Wala Parinda Parrot Information in Urdu/Hindi (Photo Credit National Geographic) Allah Taala ney parindon ki beshumar iqsam peda ki hai duniya bhar mein inki 350 iqsam pai jati hian. Tota bohat khoobsurat parinda hai. Log totay ko bewafa parinda samjhte hain lekin phir bhi log isay baray shauq sey palte hain. Puranay qissay kahaniyon mein bhi iska zikr milta hai in kahaniyon sey pata chalta hai kay tota in parindo mein sey hai jise zamana qadeem sey insan palta aa raha hai. Totay ghonsalon mein nahi rehte balky darakhton ki khuddon mein rehte hain. Totay ki zuban choti magar moti hoti hai isliye wo insan ki tarah batein kar sakta hai. Totay phal aur beej khate hain amrood, aam, aloo, akhrot, bair, roti, ghee, makai aur soraj mukhi kay beej inki pasandeda khurak hain.

Zam Zam Ka Kuwan Dilchasp Maloomat Aur Soch

Image
Zamzam Well Information Zamzam Water Production Zam Zam Well in Makkah Saudi Arabia Aab e Zamzam Ki Purani Tasveer Zam Zam Ka Kuwan Zam Zam ka chashma 4 hazar saal purana hai. Zamzam 13 foot chora hai aur 33 meter gehra hai. Aik powerful motor 8 hazar liter per second kay hisab sey iss mein say 24 ghante pani khenchti hai. Iss mein aaj tak kai nahi lagi aur na he pani ka zaiqa badla pura din pani pump karne kay sirf 11 minute baad pani level par aa jata hai. Dilchasp Aur Ajeeb Maloomat In Urdu Dilchasp Maloomat Nashpati ka darakht 300 saal tak phal deta hai. Dunya ki sab sey sakhat cheez "Diamond" yani heera hai. Qahira ko bazaaron ka shehar kaha jata hai. Saudi Arab wo wahid mulk hai jahan koi cinema ghar nahi. Aqabon ki sir zameen Albania ko kehty hain. Zarafa wo wahid janwar hai jo bol nahi sakta. Soch (Thinking) Zindagi bewafa kyun hoti hai? Wafa karne ki saza kyon hoti hai? Choti si baat par baha dete hain khoon! Insan mei...