Posts

Showing posts from 2020

6 September 1965 Ki Kahani بھارتی شکست 6 ستمبر 1965ء کی جنگ September Ko Kya Hua Tha In Urdu

Image
6 September War 6 September 1965 Ki Jung Story of Defence Day 6 September 1965 Victory of Pakistan against India Pakistanio Ko Jab Bhi 6 September Yaad Aata Hai  Difa E Qaum Ka Tareekhi Manzar Yaad Aata Hai Shikast Faash Ka Dil Dooz Manzar Yaad Aata Hai  Wo Ek Chote Se Mulk Aur Jazba E Imaan K Hathon Bari Taqat Ka Ho Jana Massakkhar Yaad Aata Hai Defence Day of Pakistan یوم دفاع کی داستان 6 September 1965 History in Urdu 6 September 1965 Youm-e-Difa History War Between Pakistan and India History of India Pakistan War 1965 In Hindi Ye baat to ayaan hai k nazriya e islam ki bunyad par banne wala mulk Pakistan hamesha se he dushman e islam ki aankhon mein kanta bana raha khas taur par Bharat jo Pakistan ka dushman hai aur 1947 se le kar aaj tak kisi na kisi surat mein Pakistan ko nuqsan pahunchne ka koi bhi mauqa hath se jane nahi diya magar Allah k fazlo karam se hum ye baat baray fakhar se kehte hain k Afwaj e Pakistan aur Pakist...

Madad Ki Ghari Kashmir, Burma, Palestine, Syria, Yemen, Afghanistan, Balochistan, Tharparkar Help Needy Muslims around the World during Ramadan

Image
Help Needy Muslims around the World in this Ramadan Helping Time for Helpless Muslims لاچار بے سہارا اور بے بس مسلمانوں کی مدد کریں Mazloom Musalman Ki Madad Karen Raat k pichle pehar shor sunayi diya hum fori alert ho gaye aur pareshan bhi kyon ki kuch din se hamen khatrat se agah kar diya gaya tha. Main meri 3 betiyan, meri biwi aur 4 bete jin mein 2 baray they aur 2 chote thy. Sab pareshan ho gaye shor kareeb hota gaya, bara beta bola Abu Jan! main chat par ja kar dekhta hun shayad koi jatha hamla k liye aa raha ho aur hum apni hifazat k liye fori kuch karen. Meri biwi ne fori bety ko rok diya aur kaha k main isay kisi surat upar nahi jane dungi. Beta israr karke kisi na kisi tarah chat par chala gaya. Chat se thori der bad wo bhaga hua neche aya. Wo hawas bakhta tha aur theek tarah se baat bhi nahin kar pa raha tha fori bola Abu Jan! samne wali basti se aag k sholay buland ho rahe hain jis mein hamare rishtedar rehte hain. Log idhar udhar bhag rahe hain. Peelay kap...

Iftar Karwayen Ajar Payen افطاری کروائیں اجر پائیں Ramzan Ke Mahine Mein Kya Karna Chahiye Ramzan Me Karne Wale Aamal

Image
Ramzan Me Garibo Ki Madad Iftar Karwana  Ramzan Bache Ka Waqia Aik Shakhs Ramzan Mein Sarak Par Aate Jate Logon Ko Iftar Packets De Raha Hai Courtesy: Twitter Ghareebon Ki Madad Karna Ramzan Mein Kitne Din Baki Hai Ramzan mein taqreeban 4 din baqi hain Pakistan mein pehla roza 24 April 2020 jumme wale din ya phir 25 April 2020 ko Hafte wale din hoga.innshaAllah Ramzan Ke Mahine Ka Waqia Pyaas ki shiddat se mun khushk hua ja raha tha, pait bhook ki wajah se pichak kar kamar k sath lag gaya tha, halaq se thook nigalna bhi mushkil ho raha tha. Bhook aur pyas ki wajah se taangon mein jan bhi nahin thi aur khara hona bhi mushkil ho raha tha aur upar se nehayat garam din guzarne k baad shaam k is waqt bhi tapti hui garam hawa k jhonke aa rahe thy is sakht tareen surat e haal mein bhi kuch bache aik chowk mein kharay aam logon k liye iftari ka saman tayar kar rahe thy. Jesy he maghrib ki azan ki awaz in k kaanon mein pari sab bachon ne apni apni pos...

Witr Ki Namaz Parhne Ka Tarika نمازِ وتر Isha Ki Namaz Me Witr Ki Niyat Bandhne Ka Sahi Tarika Qunoot e Naazilah Padhne Ka Tarika

Image
Witr Ki Niyat Kaise Karte Hain Witr Ki Namaz Me Kya Padhna Chahiye in Urdu Witr Ki Namaz Mein Dua Qunoot Kaise Padhe Witr Namaz Ki Niyat Ka Tarika In Hindi Tahajjud, Qiyam Ul Layl, Qayam e Ramzan aur Witr Fazeelat Syedna Abu Amama R.A riwayat karte hain k Rasool Allah S.A.W.W ne farmaya: " Tahajjud zaror parha karo kyon ki wo tumse pehle Saliheen ki rawish hai aur tumhare liye apne rabb k qurb ka waseela, gunahon k mitany ka zariya aur mazeed gunahon se bachne ka sabab hai. " Syedna Abu Huraira R.A riwayat karte hain k Rasool Allah S.A.W.W. ne farmaya: Us shakhs par Allah ki rehmat ho jo raat ko utha, phir namaz e tahajjud parhi aur phir apni biwi ko jagaya, phir usne bhi namaz parhi. Phir agar biwi ghalaba e neend k bais na jaagi to uske muh par pani k cheenty mary. Us aurat par bhi rehmat hoti hai jo raat ko uthi, phir Namaz e Tahajjud parhi aur apne khawand ko jagaya. Phir usne bhi namaz parhi phir agar khawand ghalba e neend k bais na jaaga to uske ...

Daane Daane Par Likha Hai Khane Wale Ka Naam Iman Afroz Waqiat دانے دانے پہ لکھا ہے کھانے والے کا نام Bachon Ke Liye Sabaq Amoz Kahaniyan

Image
Sachay Islami Waqiat True Islamic Stories Chote Bacho K Liye Kahani Bachon Ki Kahaniyan In Hindi Stories For Kids In Hindi دانے دانے پر لکھا ہے کھانے والے کا نام Thak! Thak! Thak! Kon? Azeez, Oh Azeez bhai Assalam o Alaikum! Wa Alaikum Assalam! Kesy hain Aziz bhai? Alhamdulillah main theek hoon aap sunaye kesy hain? G Allah ka shukar hai main bhi theek hoon. Andar aa jao Azeez bhai! Sayel Aur Chicken Broast Ek Dilchasp Short Story Nahin Arbaz bhai mujhe jaldi hai idhar he baat sun lain main ne Arbaaz bhai ko unke ghar bulanay k israr par jawab diya aur phir Arbaaz bhai batein karne lage. Arbaz bhai k chote bhai Museeb ghar se sharbat ka jag le kar aye aur 1 glass mujhe diya main is sharbat ko apne mun ki taraf barhane laga k isay pee loon junhi main ne glass ko apne muh k paas kiya abhi peeny he laga tha k achanak ek shkhs ne break lagai jiske sath aik bacha tha wo bola k beta 1 glass sada pani to laalden bohat pyas lagi hai. Main ne apna glass jo peene...