Posts

Kalonji Kay Nanhay Danay Sehat Kay Khazanay Fennel Flower Health Benefits Kalonji Ke Fawaid In Urdu

Image
Kalonji Benefits in Hindi Kalonji kay Nanhay Danay Sehat Kay Khazanay Fennel Flower Seeds Benefits in Hindi/Urdu Kalonji Kay Gharelu ilaj Kalonji Dana Khane Ke Fayde Kalonji aik kisam ki ghaas hai iska poda khud ru aur taqreeban 40 centimeter buland hota hai jo k sonf se mushaba hai. Iska rang siyah aur surat pyaz k beejon se milti julti hai. Baaz log isay pyaz k beej he samjhte hain jabkay ye pyaz ka beej nahin iss poday mein phalliyan lagti hain jin mein kalay til k barabar mote danay hote hain jin ko kalonji kehte hain. Kalonji ka mizaaj khushk aur kalonji ki taseer garam hai. Kalonji mein wo tamam anaasar majood hain jo insani sehat k liye zaroori hote hain yani sodium, iron, zinc, fiber, calcium magnesium waghera. Kalonji Ki Hadees In Urdu/Hindi Hazrat Abu Huraira R.A se riwayat hai kay main ne Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wallahi Wasallam ko ye farmate hue suna " Kalay danay kalonji mein har bimari maa siwaye maut k shiffa hai" To Aaj hum ko aap...

Khatoon Ki Zahanat Momino Ki Zahanat Kay Qissay Islamic Sachay Waqiyat

Image
Khatoon Ki Zahanat Momino Ki Zahanat Kay Qissay Muslim Wisdom Stories خاتون کی ذہانت Hazrat Abdullah Bin Masood R.A bayan karte hain k aik dafa safar k doran main apne qafily se bichar gaya aur jungle mein kahin door nikal gaya. Wahan main ne aik borhi khatoon ko dekha jo aik darakht k tanay k pass bethi thi. Iski pareshan hali se main jan gaya kahin ye bhi meri tarah rasta bhool gayi hai main iske qareeb gaya aur kaha: "Assalam o Alaikum Warahmatullahi Wabarakatuh" Khatoon ne aam tarike se jawab dene ki bajaye Quran Majeed ki ye ayat parhi: "Unko parwardigar meharban ki taraf se salaam farmaya jaye." (Surah Yaseen Ayat No.58) Main ne pucha: "Aap yahan kya kar rahi hain?" Khatoon ne jawab mein Quran e Pak ki ye ayat parhi: "Jisay Allah Taala rehnumai se mehroom kar de, iske liye phir koi rehnuma nahin hai." (Surah Al Araf 186) Main samajh gaya k ye rasta bhool gayi hai isliye main ne pucha: "Aap kahan ja rahi hain?...

Kya Khoob Hain....! کیا خوب ہیں وہ لمحے، اعمال، آنکھیں، زبان، قلوب، ہونٹ Wo Lamhe, Amaal, Aankhen, Zuban, Quloob Aur Hont

Image
Kya Khoob Hain...! Khoob Baatein Achi Baatein Sunehri Baatein Kya khoob hain wo lamhat...jo ibadat e ilahi mein guzren Kya khoob hain wo amaal...jo jannat kay zamin hoon Kya khoob hain wo ankhen...jo khauf e ilahi say ansu bahayen Kya khoob hai wo zuban...jo khush ikhlaqi k kalimat kahe Kya khoob hain wo quloob...jo khauf e khuda rakhen Kya khoob hain wo hont...jo zikr e ilahi se harkat karte hoon Kya khoob hain wo aankhen...jo sharam o haya wali hoon

طہارت کے مسائل طہارت و صفائی کا اہتمام

Image
طہارت کے مسائل Taharat O Pakeezgi Kay Mutaliq Ahadees e Rasool ﷺ ( رفع حاجت کے لیے پردے کا اہتمام ضروری ہے۔ (سنن ابوداؤد، سنن دارمی پیشاب کی چھینٹوں سے نہ بچنا عذاب قبر کا باعث ہے۔ (طبرانی، حاکم، دارقطنی دائیں ہاتھ سے استنجا کرنا منع ہے۔ (مسلم) بیت الخلاء میں داخل ہونے سے قبل یہ دعا پڑھی جائے۔ ( بخاری و مسلم ) بیت الخلا جاتے ہوئے پہلے بایاں پاؤں داخل کریں اور نکلتے ہوئے دایاں پاؤں باہر  رکھیں۔ بیت الخلاء سے باہر آتے وقت "غفرانک" پڑھنا مسنون ہے۔ (حسن المسلم)

Rivers of Pakistan Pakistan Kay Darya Punjab Kay Darya Rivers of Sindh Province Lakes of Pakistan With Location Popular Streams and Canals of Pakistan

Image
پاکستان کی مشہور نہریں، دریا ندیاں اور جھیلیں، پاکستان کے مشہور پہاڑ پاکستان کے مشہور مقامات Major Rivers of Pakistan Map Popular and Beautiful Canals of Pakistan Nanhay Munnay Mujahido! Hamara watan e aziz Pakistan Ramzan ul Mubarak k babarkat mahine mein marz e wajood mein aaya isko islami qilla hone k sath sath qudrat ki taraf se har naimat ata ki gai hai. Hamara watan 5 subun par mushtamil hai. Aaiye hum aap ko apne watan k daryaon, nehron aur jheelon ki sair karwate karwate asmani Jannat ki nehron tak le jayen. Janna chahte hain? Yaqeenan sab ka jawab Haan G mein he hoga. Suba Punjab K Aham Darya (Important Rivers of Punjab, Pakistan) Darya e Raavi: Ravi River of Punjab Province of Pakistan Darya e Ravi Lahore Ye darya Bharat se nikalta hai aur Lahore, Sialkot, Sheikhupura, Sahiwal aur Multan k izla se guzarta hai. Darya e Chenab: Chenab River of Punjab, Pakistan Darya e Chenab Gujranwala Ye darya Kashmir se nikalta hai aur Sialkot, Gujranwala, ...

9 Umdah Baatein عمدہ باتیں Sabaq Amoz Batain In Urdu Words of Wisdom Abo...

Image
Zindagi Badal Dene Wali Baatein Life Teaching Lessons دنیا سے دل لگائے اور پیشمان نہ ہو، یہ ممکن ہی نہیں۔ اپنی ناجائز آرزؤں کو دل میں ہی مار ڈالو، دل کو ان میں مرنے نہ دو۔ اگر تمہیں کراماً کاتبین کے لیے کاغذ خریدنا پڑ جاتا تو تم زیادہ بولنے سے رک جاتے۔ بے کار کچھ نہیں، صرف استعمال کرنے کا فن چاہئے۔ ہمیں اپنے دوستوں میں خوبیاں تلاش کرنی چاہئے، واقف کاروں میں کردار اور دشمنوں میں دماغ۔ علم کو روٹی کمانے کا ذریعہ نہ بناؤ علم اپنا صلہ آپ ہے۔ تاریخ کو یاد کرنے کے ساتھ تاریخ بنانے کی فکر کرنی چاہئے۔ تعریف کے بھوکے لوگ با صلاحیت نہیں ہوتے۔ کسی پر کیچڑ اچھالنے سے اپنے ہی ہاتھ گندے ہوتے ہیں۔ Duniya Se dil lagaye aur peshman na ho, ye mumkin he nahi. Apni najaiz arzoun ko dil mein he maar dalo dil ko in mein marne na do. Agar tumhe karaman katibeen k liye kaghaz khareedna par jata to tum ziyada bolne se ruk jate. Bekar kuch nahi, sirf istemal karne ka funchahiye. Hamain apne doston mein khoobiyan talash karni chahiye, waqif karon mein kirdar aur dushmano mein di...

Takbeer E Tashreeq تکبیر تشریق Takbeerat Al Eid Adha تکبیرات عید الاضحی ...

Image
Takbeerat e Tashreeq Eid Ul Ahza Bakra Eid Takbeerat by Salman Moazzam بڑی عید کی تکبیراتِ تشریق Voice Over : Salman Moazzam Video Editing : Salman Moazzam :Asli Eid: Mohsin aur Anwar Ki Sachi aur Sabaq Amoz Kahani ➥ http://bit.ly/2yFw6sB Dosti Kis Se Karni Chahiye How To Select A Good Friend ➥ http://bit.ly/2x6OE4o How To Choose A Good Friend How To Choose Friends In Islam How To Choose Friends Wisely Jaisi Karni Waisi Bharni Story in Urdu ➥ http://bit.ly/JesiKarniWesiBharni Urdu Stories for Kids with Moral Main Musalman Hoon! Main Musalman Hoon! میں مسلمان ہوں Story of a Christian Army Major and a Muslim Army Personnel ➥ http://bit.ly/2VuDB2Q ✪Kahani Aik Musalman Fauji aur Ek Esayi Army Major Ki✪ ❄Kamyab Zindagi Ke Usool Self Help❄ Kamyabi Qadmon Mein Hogi ➥https://goo.gl/Fjmkbv ❄Kamyab log Motivation❄ Get Success, Successful Life Tips In Urdu Kya Aap Jante Hain? Islamic Videos for Kids Learning In Urdu ➥ https://goo.gl/z8ZhRn Adam A.S ...