Iftar Karwayen Ajar Payen افطاری کروائیں اجر پائیں Ramzan Ke Mahine Mein Kya Karna Chahiye Ramzan Me Karne Wale Aamal
Ramzan Me Garibo Ki Madad Iftar Karwana Ramzan Bache Ka Waqia Aik Shakhs Ramzan Mein Sarak Par Aate Jate Logon Ko Iftar Packets De Raha Hai Courtesy: Twitter Ghareebon Ki Madad Karna Ramzan Mein Kitne Din Baki Hai Ramzan mein taqreeban 4 din baqi hain Pakistan mein pehla roza 24 April 2020 jumme wale din ya phir 25 April 2020 ko Hafte wale din hoga.innshaAllah Ramzan Ke Mahine Ka Waqia Pyaas ki shiddat se mun khushk hua ja raha tha, pait bhook ki wajah se pichak kar kamar k sath lag gaya tha, halaq se thook nigalna bhi mushkil ho raha tha. Bhook aur pyas ki wajah se taangon mein jan bhi nahin thi aur khara hona bhi mushkil ho raha tha aur upar se nehayat garam din guzarne k baad shaam k is waqt bhi tapti hui garam hawa k jhonke aa rahe thy is sakht tareen surat e haal mein bhi kuch bache aik chowk mein kharay aam logon k liye iftari ka saman tayar kar rahe thy. Jesy he maghrib ki azan ki awaz in k kaanon mein pari sab bachon ne apni apni pos...