Posts

Showing posts from December, 2016

Quran Pak Ki Malomat In Urdu Quran Ki Information Kya Aap Jante Hai In Hindi General Knowledge

Image
Quran Ki Jankari Hindi Me Quran E Pak Ki Malomat  Quran e Pak Ki Malomaat in Urdu/Hindi Kya Aap Jante Hai Islamic Jankari Quran e Majeed mein 25 ambiya karam kay naam aaye hain. Quran e Majeed ki surat Surah Al Baqara ki ayat number 124 mein Ibrahim A.S ko " Imam ul Naas " kaha gaya hai. Quran e pak kay 8 siparon ka aghaz suraton sey shuru hota hai. Quran e Majeed mein pehla sajda sipara no. 9 Surah Al Araf mein hai. Quran e Majeed mein "Haa Meem" sey shuru hony wali surat ki tadad saat hai. Aur tum apny rab ki konsi kon si naimaton ko jhutlao gay Quran e Majeed mein ye jumla 31 bar aya hai.

Qabar Parasti Hadees Qabar Ko Salam Karna Qabar Ko Sajda Karna Qabar Parasti Islam

Image
Qabar Par Jana Kaisa Qabar Ko Pukhta Karna Kya Pakki Qabar Banana Jaiz Hai? Qabron Ko Sajda Karna Kaisa Hai Qabar Parasti in Islam Pakki Qabar Banana Kaisa Hai Qabar Ko Bosa Dena Qabar Ko Choomna Qabar Par Diya Jalana Qabron par jana gunah nahin balkay Aap S.A.W.W ki hadees mubarika ka mafhoom bhi hai qabristan jaya karo lekin aaj kal jo kuch log karte hain qabristan ja kar qabron par sajday karte hain aur charhway charhate hain ye sab kuch karne ki ijazat Islam nahin deta mazeed aap neche di gai 6 Ahadees parh sakte hain jo refrence ke sath likhi gai hai aap in Ahadees ko parh kar khud mutaliqa books mein dhondne ki koshish karen aur agar apko lagta hai koi Hadees Nauzubillah main ne khud se likhi hai to phir aap mujhe comment mein apna point of view share kar sakte hain main aap ki mazeed rehnumai kar dunga Insha'Allah. Qabar Parasti aur Pegham e Muhammad (S.A.W.W) Qabron Ko Sajda Karna Haram Hai. (Sahih Bukhari:1330) Qabron Ko Pukhta Banana Ha...

Allah Tala Ki Tareef Hamd, Hamd E Bari Tala In Urdu Poetry

Image
Allah Ki Tareef Me Shayari Allah Swt Poems Allah Poetry In Urdu Facebook اردو حمد باری تعالی عبارات حمد وثناء على الله Allah Taala Ki Tareef Mein Shayari in Hindi/Urdu Hamad Hamd E Bari Tala In Hindi/Urdu Aey Ilah Jab Bhi Tera Asman Dekhta Hoon Iss Mein Basa Ek Jahan Dekhta Hoon Na Jaane Kitne He Jahano Ki Sair Karta Hoon Khool Kar Jab Tera Quran Dekhta Hoon Jab Bhi Surah E Rehman Dekhta Hoon Tu To Kehta Hai Rag E Jaan Sey Bhi Hoon Zyada Qareeb Phir Kyun Pareshan Aaj Ka Insan Dekhta Hoon Iski Rehmat Sey Kabhi Mayoos Na Hona Aey Insan Tujh Par Iski Rehmat Ka Nishan Dekhta Hoon Dosto Agar aap ko meri post achi lagi hai to please  Roza Tul Atfal  ko apne  Google+ Circle  mein zaror add karen  Google+ Page  ko follow karne ke liye neche majood  Follow Button  par click karen shukriya.

Mehnat Ka Phal Story In Urdu Islamic Story For Childrens Mehnat Ka Phal Meetha Hota Hai In Hindi

Image
Islamic Story in Hindi Language Mehnat Ka Phal Story in Hindi Hamaray gaon jhugion mein muqeem jinhen urf e aam mein log faqeer kehte hain halan kay sharai nuqta e nazar say hum sab log apne parwardigar kay faqeer hain. Mehnat Mein Azmat Hai Mehnat Ka Phal Meetha Hota Hai Story Inke bachay aksar oqat gaon ke gharon mein kuch lene aur mangnay aate jatay rehte hain. Kuch arsa qabal ki bat hai inhi mein se aik behan ne kaha kay mere bachon ko chutiyon ka kaam karwa do kyun ki mere pass tuition fees nahin hai tumhe Allah Jaza e Khair dega. To kuch waqt mein usnay bachion ko parha diya is doran main ne ye bat note ki kay bachiyan waqai zaheen hain main sochti rehti kay ye Allah Taala ki shan hai kay chahe to jhugion mein rehnay waly logon kay bachon ko zehni silahiyaton se nawaz day aur chahiye to modern aur mehngy gharon aur gariyon kay malik bachy bhi na parh sakain aur waldain ke liye pareshani ka bais rahen. Agar ye silahiyaten kisi kay qabza ya ikhtiyar mein hotin t...