Kalonji Kay Nanhay Danay Sehat Kay Khazanay Fennel Flower Health Benefits Kalonji Ke Fawaid In Urdu

Kalonji Benefits in Hindi Kalonji kay Nanhay Danay Sehat Kay Khazanay Fennel Flower Seeds Benefits in Hindi/Urdu Kalonji Kay Gharelu ilaj Kalonji Dana Khane Ke Fayde Kalonji aik kisam ki ghaas hai iska poda khud ru aur taqreeban 40 centimeter buland hota hai jo k sonf se mushaba hai. Iska rang siyah aur surat pyaz k beejon se milti julti hai. Baaz log isay pyaz k beej he samjhte hain jabkay ye pyaz ka beej nahin iss poday mein phalliyan lagti hain jin mein kalay til k barabar mote danay hote hain jin ko kalonji kehte hain. Kalonji ka mizaaj khushk aur kalonji ki taseer garam hai. Kalonji mein wo tamam anaasar majood hain jo insani sehat k liye zaroori hote hain yani sodium, iron, zinc, fiber, calcium magnesium waghera. Kalonji Ki Hadees In Urdu/Hindi Hazrat Abu Huraira R.A se riwayat hai kay main ne Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wallahi Wasallam ko ye farmate hue suna " Kalay danay kalonji mein har bimari maa siwaye maut k shiffa hai" To Aaj hum ko aap...