Posts

Showing posts from May, 2017

Ramzan Ke Adaab Mah e Ramzan Kaise Guzare Ramzan Ka Mahina Guzarne Ke Tarike Quran O Sunnat Ke Mutabiq

Image
How to Spend Ramadan in Urdu Things to Do In Ramadan in Urdu Muslim Holy Month of Ramadan Adaab Sayaam o Qayyam How to Spend the Month of Ramadan Roze Ke Masail in Hindi Ramzan Ul Mubarak wo maheena hai jis ke aate he aik Musalman ke mamolat mein mukamal tabdeeli aa jati hai. Aik josh o jazba ubharta hai aur ziyada sey ziyada nekiyan samait lene ki khwahish dil mein uthne lagti hai. Ghaflat ki chadar mein liptay bhi zara bahir jhankte hain. Hamdardi aur ghum gusar ka ye mahina aik bar phir humari zindgion mein aa chuka hai. Ye khush naseebi hai kay humein apni zindagi mein aik bar phir ye ghariyan naseeb ho rahi hain. Sadat o Kamyabi ke lamhat muyassir aa gaye hain. Rozay Ke Maqasid in Urdu Hum dekhte hain kay humare ird gird kai log jo pichly Ramzan mein humare sath thy ab majood nahi yehi daras hai in waqiyat mein hum guzarti zindagi ke har lamhy ko apne liye faida mand aur akhirat mein qabil e nijat banaye. Agarcha aap mein sey kai saathi abhi cho...

Shaban Ke Mahine Ki Fazilat Shaban Ki Barkat Shaban Month Importance in Urdu

Image
Shaban Ka Mahina 2017 Shaban Ke Mahine Ki Fazilat in Urdu Islamic Month of Shaban Importance in Hindi Shaban K Mahine Mein Roza Rakhna Shaban Ke Fazail in Urdu SHABAN KA MAHEENA Shaban Kay Maheenay Mein Rozay Rakhna Pyare Bacho! Hum sab ki maa syedda Ayesha R.A bayan farmati hain kay Rasool e Akram Sallallahu Alehe Wa Alehi Wasalam Rozay rakhtay to hum ye kehtin ke ab wo rozay nahi choren gey aur jab aap Sallahu Alehe Wa Alehi Wasalam rozay na rakhte to hum ye kehtin ke ab Rasool e Akram Sallallahu Aleh Wa Alehi Wasalam roza nahi rakhenge. Main ne nabi akram Sallallahu Aleh Wa Alehi Wasalam ko Ramzan ke ilawa kisi aur maheena mein mukamal rozay rakhte hue nahi dekha,  aur Main ne inhen Shaban ke ilawa kisi aur maheena mein ziyada rozay rakhte hue nahi dekha. Sahih Bukhari Hadees Number (1833) Sahih Muslim Hadees Number (1956) Muslim Shareef ki aik riwayat mein hai kay: Nabi Akram Sallallahu Alehe Wa Alehi Wasalam shaban ke maheena mein taqree...