Posts

Showing posts from January, 2017

Tib E Nabvi P.B.U.H In Urdu Benefits Of Kalonji In Tib E Nabvi Tib E Nabvi Se Dil Ka Ilaj In Urdu

Image
Heart Disease And Tib-E-Nabvi Tib E Nabvi Se Bukhar Ka Ilaj Tib E Nabvi Zaitoon Zakham Theek Karne Ka Totkay Tib e Nabvi (S.A.W.W) Se Bimarion Ka ilaj in Urdu/Hindi Tib E Nabvi Fever Treatment Tib E Nabvi Eyesight Treatment Zakham Ka Ilaj In Hindi Treatment with Tib e Nabvi (S.A.W.W) Aap Sallallahu alaihi wa alaihi wasalam Sareed matlab shorby mein roti ko bhigona ko bohat pasand farmaty thy. (Sunan Abu Dawood) Aaap Sallahu alihe wa alehe wasallam ne irshad farmaya:- Zaitoon ka tail khaya karo aur jism par lagaya karo (Jamiya Tirmizi), (Sunan ibne Maja) Kalonji mein maut kay ilawa har bimari ka ilaj hai. (Bukhari), (Muslim) Daliya mareez kay dil ko rahat pohanchata hai. (Bukhari), (Muslim) Khumbi ka pani ankhon kay liye ilaj hai. (Jamiya Tirmizi) Aap Sallahu alihe wa alehe wassalam zakham chot aur phunsi ka ilaj mehndi laga kar karte thy. (Jamia Tirmizi) Aap Sallallahu alaihe wa alaihe wasalam bukhar kay waqt thanday pani sey naha kar ilaj karte thy. (...

Tafseer E Surah Fatiha In Urdu Surah E Fatiha Ki Tafseer In Hindi

Image
Tafseer e Quran Surah Fatiha Surah e Fatiha Tafseer By Maulana Maududi Deebacha سورہ فاتحہ کی تفسیر Islam jo tehzeeb insan ko sikhata hai us kay qawaid mein say qaida ye bhi ye hai kay wo apnay har kam ki ibtada khuda kay naam se kare is qaide ki pabandi agar shakoor aur khaloos sey ki jaye to usay lazman 3 faiday hasil honge 1 ye k insan bohat se bure kamon se bach jae ga kyun kay khuda ka naam lene ki aadat usay har kam karne se pehle ye sochne per majboor kar degi kya waqai main is kaam per khuda ka naam lene mein haq ba janib hoon dosra ye ke jaiz aur sahi aur naik kamon ki qaza karte hue khuda ka naam lene se admi ki zehniyat bilkul theek simat ikhtiyar kar legi aur wo hamesha sahi tareen nukte se apni harkat ka aghaz kare ga. teesra aur sab se bara faida yeh hai kay jab wo khuda ke naam se apna kaam shuru karega khuda ki taaeed aur taufeeq uske shamil e haal hogi uski sahi mein barkat daali jae gi aur shetaan ki fasaad angezion sey usko bachaya jaye ga. Khuda ka...