Posts

Showing posts from February, 2016

Aik Do Teen 1 2 3 Islamic Poem Children's Poems Islam

Image
Bachon Ke Liye Nazam Islamic Poems Hindi Islamic Kid Poems Islamic Nazam Aik, Do, Teen Islam Ki Nazam Bachon Kay Liye  Kaho: Aik Aik Aik                                  Hum Sab Ko Banna Hai Naik Kaho: Do Do Do Har Naiki Ko Phela Do Kaho: Teen Teen Teen Deen Muhammad (S.A.W.W.) Apna Deen Kaho: Chaar Chaar Chaar Hum Ko Allah Se Hai Pyar Kaho: Panch Panch Panch Dil To Hote Hain Jee Kanch Kaho: Chay Chay Chay Koi Torr Inhain Na Day Kaho: Saat Saat Saat Hum To Bolen Sachi Baat Kaho: Aath Aath Aath Jannat Ke Darwaze 8 Kaho: No No No                                  Dozakh Walon Mein Na Ho...

Daulat Ki Haqeeqat Sachi aur Achi Batain

Image
Paisa aur Zindagi Daulat Ki Haqeeqat ⦁ Dolat aenk khareed sakti hai magar nazar nahin. ⦁ Dolat naram bistar to khareed sakti hai magar neend nahin. ⦁ Dolat lazeez ghizayen khareed sakti hai magar bhook nahin. ⦁ Dolat duaein khareed sakti hai magar sehat nahin. ⦁ Dolat kitabain khareed sakti hai magar elam nahin. ⦁ Dolat qalam khareed sakti hai magar likhai nahi. ⦁ Dolat aish o ishrat khareed sakti hai magar sukoon nahin. ⦁ Dolat samaan khareed sakti hai magar araam nahin. ⦁ Dolat aslaha khareed sakti hai magar maut nahin. ⦁ Dolat bodyguard khareed sakti hai magar zindagi nahin.

Jannat Ki Haqeeqat Kya Hai Jannat Mein Kya Milega Jannat Mein Kya Hoga Jannat Ki Hoor Kaisi Hogi Jannat Ke Haseen Manazir In Hindi

Image
Jannat Ki Sair Jannat Kaisi Hogi In Urdu Jannat Ki Hoor Ka Bayan Jannat Ka Manzar Jannat Ki Sharab Jannat Ki Dunya Hoor Jannah Islam Jannat Ki Tafseer Allah Ki Jannat Urdu Jannat Ka Nazara Jannat Kay Darwazay Aao Jannat Ki Sair Karein! Jannat ki sirf chorai zameen o aasmaan ke brabar hogi jis mein qubay honge, Moti aur monge say banay hue bala khane honge, inke darwazay soney ke honge, unki charpaiyan yaqoot ki hongi. Inke bistar sundas aur astbaraq ke honge, inke min mbar noor ke honge, inke darwazon aur sahenon se is tarah ka noor niklega ke suraj ki shuaein iss ke muqable mein aik sitaray ki hesiat rakhti hongi. Allal Alain mein yaqoot ke buland mehal honge. Inki roshni chamakti hogi. Agar wo roshni tabya farman na hoti to ankhen chundiya jatin. In mehlon ke darwazay sabaz zamurd aur surkh sone aur sufaid chandi ke honge. Inke satoon aur goshay jawharat ke honge. Jannat mein 1 darakht hai Tooba iss ke saaye mein ghudsawar 100 sa...