Sahaba e Karam R.A Kay Alqaab Sahabas R.A Names And Their Nicknames

Ameen Ul Ummat Is The Title Of Ameen Ul Ummat Kis Sahabi Ka Laqab Hai? Sahaba Karam R.A Alaqaab In Urdu/Hindi Laqab of Al Sahaba Sahaba e Karam Razi Allahu Anhum Kay Alqaab Hazrat Abu Ubaida Bin Al Jarrah R.A ko " Ameen Ul Ummat " kaha jata hai. Hazrat Abu Bakar Siddiq R.A ko " Yaar E Ghaar " kaha jata hai. Hazrat Abu Bakar R.A, Hazrat Umar R.A ko " Shaikheen " kehte hain. Hazrat Huzaifa Bin Yaman R.A ko " Raazdaan e Rasool (S.A.W.W) " kehty hain. Hazrat Abu Ayoob Ansari R.A ko " Mezban e Rasool (S.A.W.W) " kehty hain. Hazrat Hassaan Bin Sabit R.A ko " Shayar e Rasool (S.A.W.W) " kehty hain. Hazrat Abdullah Bin Rawaha R.A ko " Naqeeb e Rasool (S.A.W.W) kehty hain. Dosto Agar aap ko meri post achi lagi hai to please Roza Tul Atfal k facebook page ko zaror like karen aur YouTube par hamari videos dekhne ke liye Roza Tul Atfal YouTube Channel visit karen. Islamic malom...